SK_royal_court
Plz Log In 4 Enjoying Much more THan ur expectations
SK_royal_court
Plz Log In 4 Enjoying Much more THan ur expectations
SK_royal_court
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.


 
HomeHome  Latest imagesLatest images  RegisterRegister  Log inLog in  

 

 Competition 4 Love Palace Oct_2010

Go down 
2 posters
AuthorMessage
♥Royal♥
Royal Queen
Royal Queen
♥Royal♥


Gender : Female Join date : 2009-12-13
Location : Dunya main...
Job/hobbies : book reading,computer,designing....

Competition 4 Love Palace Oct_2010 Empty
PostSubject: Competition 4 Love Palace Oct_2010   Competition 4 Love Palace Oct_2010 EmptyWed Oct 06, 2010 11:37 am

Assalam o Alaikum!
is month ap ko is sawal ka jawab dena hai

"Kia court marriage jaiyze hai??"


Rules:
1. ek member ek sharing de skta hai
2. editting allow nhi hai
3. last date 25 October hai

keep enjoying
Back to top Go down
♥Royal♥
Royal Queen
Royal Queen
♥Royal♥


Gender : Female Join date : 2009-12-13
Location : Dunya main...
Job/hobbies : book reading,computer,designing....

Competition 4 Love Palace Oct_2010 Empty
PostSubject: Re: Competition 4 Love Palace Oct_2010   Competition 4 Love Palace Oct_2010 EmptyThu Oct 21, 2010 8:26 am

Hazrat Muhammad (saw) ne khaffya NIkah ke bare me farmaya

La Nikah bainatin la nikaha illa beshahude al baghaya allazi yankehna anfosahuna beghaire bainatin.

Tarjuma:yani baina aur gawahon ke beghair Nikah durust nahi,wo aurtain badkirdar hain jo shariyat ke bayan karda asool ke mutaliq baina qaim kiye beghair apna NIkah khud kar leti hain



2)abi alzubair maki bayan karte hain ke Hazrat Umar (RA)ke pas ek mard aur aurat ke Nikah ka mamla paish kiya gaya,jiske sirf ek mard aur ek aurat Gawah the,aur wo aam majlis me nahi parha gaya tha is par apne farmaya;ye to khuffya Nikah hai mai isse jaiz nahi samajhta aur agar maine is se pehle ,is kisam ke NIkah ke jaiz hone ka ailan kiya hota to mai in dono ko is khilaf warzi ki sakht saza deta.

here you can see,aise Nikah ki kya haissiyat hai,
kawari(virgin)lerki os waqt tak mut’ah ya nikah nahi kersakti jab tak k lerki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat nah day day.or yehi hokum ehtiyaat e wajib ki bina(base) per os sorat main bhi hay k jab larki khud mukhtar or baligh bhi ho.agar lerki kawari nah ho tu os k liay baap ya dada ki ijazat ki zororat nahi hay.isi terah baap ya dada k maujood nah hon ya kisi doosri wajah say ijazat laina mumkin hi nah ho or lerki ka nikah kerna bohat zarori ho tab hi baap ya dada say ijazat layna laazmi nahi hay.(yahaan kawari nah honay say muraad sirif ye hay k aisi lerki jo talaaq yaafta ho ya baywah ho or oskay shohar nay oskay saath hambistari /jima(intercourse) kia ho or oskay kawaraypan ko khatam kia ho.agar zinaa ya aisay hi kisi kaam say oska kawaraypan khatam hoa ho tu ye kawari hi kehlaay gi (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), E-Mail from Answers@najaf .org & Minhaa jus saliheen part#3, maslah #70,Tauzee hul masail, maslah#2342).
Back to top Go down
Admin
Royal Faculty
Royal Faculty
Admin


Gender : Female Zodiac : Virgo Ramadaan
Birthday : 1992-08-28
Join date : 2009-12-08
Location : Every where
Job/hobbies : M.A arabic student

Competition 4 Love Palace Oct_2010 Empty
PostSubject: Re: Competition 4 Love Palace Oct_2010   Competition 4 Love Palace Oct_2010 EmptyMon Oct 25, 2010 2:04 am

Court marriage:
Sub se pehli bat ye hai k larki k izat sub se qemti chez hai
agr wo apne ghar walon ki izat khrab kr de gi to wo us ghar ki beti kehlane k laiq nhi hai
aur jahan tk court marraiage ki bat hai
to ye bat maan bap ko bhi sochni chahye j aya k lrka jise lrki chahtii hai wo thek hai ya nhi
uski raza ko maan lain.
takay usko ye qadam na uthana paray
and aur apni ana ka masla na bnayein
lekin agr wo lrka waqiyi thek na ho to beti ko bhi ye bat smjhnu chahye
mere khyal mai court marriage thek nhi hai. badnam krne ka ek tariqa hai.man bap aur beti ko khud.
Back to top Go down
https://sk-royal-court.forumotion.com manoseeker
Sponsored content





Competition 4 Love Palace Oct_2010 Empty
PostSubject: Re: Competition 4 Love Palace Oct_2010   Competition 4 Love Palace Oct_2010 Empty

Back to top Go down
 
Competition 4 Love Palace Oct_2010
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» competition 4 Love Palace September_2010
» COmpetition 4 SmS Palace September_2010
» Competition Make Up Palace
» Competition Health Palace
» Competition Showbiz PAlace

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
SK_royal_court :: Competitions n Results :: Competitions-
Jump to: